Phool Kaante Shayari

Pyar ki anokhi murat ho tum
Zindgi ki ik jarurat ho tum
Phool to khubhsurat hote hi hai par
Phoolo se bhi khubhsurat ho tum.

———————————–

Ae Mere Hamnasheen Chal Aur Kahin,
Is Chaman Ab Apna Gujara Nahin,
Baat Hoti Gulon Tak To Seh Lete Hum,
Ab To Kanto Pe Bhi Haq Hamara Nahin.

———————————–

फूलों को मैं बिछाऊं, कहां है मेरी बिसात,
कांटे उठा लिए हैं मगर मैने तेरी राह के.

———————————–

Agar Toote Kisi Ka Dil Toh Shab Bhar Aankh Roti Hai,
Ye Duniya Hai Gulon Ki Jism Mein Kaante Piroti Hai,
Hum Milte Hain Apne Gaanv Mein Dushman Se Bhi Ithhlakar,
Tumhara Shahar Dekha Toh Badi Takleef Hoti Hai.

———————————–

अगर टूटे किसी का दिल तो शब भर आँख रोती है,
ये दुनिया है गुलों की जिस्म में काँटे पिरोती है,
हम मिलते हैं अपने गाँव में दुश्मन से भी इठलाकर,
तुम्हारा शहर देखा तो बड़ी तकलीफ होती है।

———————————–

Mere Saath Chalna Hai Toh Dard Sehne Ki Aadi Ban Jao,
Mera Mashgala Hai Kaanton Se Khelna Aur Tum Abhi Phool Jaisi Ho.

———————————–

Waqt Shayari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *