Saaki Aur Sharaab Shayari

मौसम भी है , उम्र भी है और शबाब भी है …
पहलू में वो रश्क-ऐ मह्ताब भी है …
दुनिया में और चाहिए क्या मुझे ….
साकी भी है , साज़ भी है , शराब भी है ।

————————————

Mausam Bhi Hai Umar Bhi Hai Shabaab Bhi Hai…
Pehlu Mein Wo Rashk-AE Mehtaab Bhi Hai…
Duniya Mein Aur Chahiye Kya Mujhe….
Saaki Bhi Hai, Saaz Bhi Hai, Sharab Bhi Hai.

————————————

Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota;
Har Ishq Ka Naam Kharab Nahi Hota;
Yuh To Jhoom Lete Hain Nashe Mein Pene Wale;
Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota.

————————————

Kuch Sahi Toh Kuch Kharaab Kehte Hain;
Log Humein Bigda Hua Nawaab Kehte Hain;
Hum Toh Badnaam Hue Kuch Is Kadar;
Ki Paani Bhi Piye Toh Log Sharaab Kehte Hain!

————————————

एक पल में ले गई मेरे सारे ग़म खरीद कर,
कितनी अमीर होती है ये बोतल शराब की।
Ek Pal Mein Le Gayi Mere Saare Gham Khareed Kar,
Kitni Ameer Hoti Hai Ye Botal Sarab Ki.

————————————

Zindagi Or Mout Shayari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *